|
|
| |
|
1------------------------------------------------------------------------ |
|
kaisay jiyan gay tum bin
yeh kiyal tu kiya hota
jo dard saha hum nay
wo dard tum nay bhi kabhi saha hota
bas chal diya daman chora kay
begano ki tarah
kam say kam has kay ik dafa alvida too kaha hota
|
|
2------------------------------------------------------------------------ |
|
Kabhi Jo Khuwab Banay Kajal, Phel Ankhon May Jaye To
Usay Roya Nahi Kartay, Woh Khuwab Tora Nahi Kartay
Koi Manzil Say Bhatak Jaye, Uskay Sath Chaltay Hain
Usay Khonay Nahi Detay, Usay Tanha nahi Kartay
|
|
3------------------------------------------------------------------------ |
|
Woh mera ho jo nighaaon main hayya rakhta ho
Umar bhar sath chalnay ka Azmay Wafa rakhta ho
Naaz Uss kay na utthon To Shikayat na kary
Woh Zakham kha ker bhi muskranay ki adda rakhta
hooooo....
|
|
4------------------------------------------------------------------------ |
|
Kash Dil Kii Aahh Main Itna Asar Hoo Jayee
Kay Hum Jisay Cahay Usay Khabar Hoo Jayee
|
|
5------------------------------------------------------------------------ |
|
kabhi dhoop kabhi chahon ke mailey hein
kabhi bay maqsaad parwazein hein
kabhi char samat aawazein hein
kabhi tanhai sii kaily hein
kabhi sannatey bhi jailey hein
kabhi teri mithii yadon kay sang
kabhi dunya kay beich akaily hein
|