|
|
|
|
|
|
1------------------------------------------------------------------------ |
|
hum ho gaye tumhare bahut sochne ke baad, dekhna hai
ab kise, tumhe dekhne ke baad, band kar lo in kaatil
nigaho ko palko ke saaye me, ab kise lootna hai mujhe
lootne ke baad |
|
2------------------------------------------------------------------------ |
|
Boy : Chalo Darling, jungle main chaltey hain ....
Girl : Nahi tum tanhai mian ghalat faida uthaoo gey
... Boy : Nahi DArling Allah ki kasam kuch nahi karoon
ga ... Girl : Haaaa haye, jab kuch karna he nahi to
jungle main jaanay ka kiya faida.. |
|
3------------------------------------------------------------------------ |
|
Muhabbat kero Ibadat k sath Pyar kero Sachai k sath..
Dosti kero Dianat k sath.. Sms perh liya.. Chalo ab
rply kero Sharafat k sath.. |
|
4------------------------------------------------------------------------ |
|
jo shakh jume ki Namaz k bad Masjid k bahir Nikal k ye
wird kasrat se parah karega wo shakh mala mal hojai ga
Allah k naam pe dede baba hahahahahahaha |
|
5------------------------------------------------------------------------ |
|
dil mein basi hai yaad teri, aankhon mein basi hai
tasweer teri , jab bhi aati hai yaad teri , dekh lete
hai TOM and JERRY |