|
|
| |
|
1------------------------------------------------------------------------ |
|
Yaad aye kabhi to aankhein band na karna, Hum chalain
bhi jayein to ghum na karna, yeh zaruri nahi k hamhare
rishtey ka koi naam ho, par mohabbat ka ehsaas dil se
kam na karna.. |
|
2------------------------------------------------------------------------ |
|
zindagi har shakhs ko azeez hotee hai magar bahaadur
insaan k liye izzat zindagi se bhi ziyada azeez hotee
hai |
|
3------------------------------------------------------------------------ |
|
hamesha doosroun ka bhala socho kyon k jo doosroun ka
bhala kartey hein woh haqeeqat me apna bhala kartey
hein |
|
4------------------------------------------------------------------------ |
|
jin logoun k khayalaat achey houn woh kabhi tanha
nahin hotey hein |
|
5------------------------------------------------------------------------ |
|
ilam ek aisa phool hai jo jitna khilta hai utni hee
khushboo deta hai |